Pyaar Behisaab Lyrics – Prakhyat Roy
Singer: Prakhyat Roy
Title: Pyaar Behisaab
Dekhe khwaab the saath mein karengey puray
Tha anjaan na hone diya ehsaas
Tu nikaaley kaam reh saath ehsaan
Btana darkaar swabhaav tha kaisa
Kaun kare behes ab bhala
Tune sab bhula k mera dil dukha diya
Mann mutaav aur ab mann mein doubt rakha
Marr bhi raha hu par galti doharaun na
Tere saath k woh lamhe darawna
Tune badle rang hotey faida
Bholepan hardum ye sataye baat
Tannhaan marham na saza e raat
Tujhe mere jaisa milega na shayar ab
Jo kasidey padhe tere baarey kainaat
Ho sakey tu sehmat na khitaab
Vyartha mein bekar gya pyaar behisaab
Leke chale hum khwaab woh haseen
Kiya paap mili aap ho naseeb
Liya laabh lamha laga saath parvaah
Neend raat barbaad kiye yaad
Mile ghar khade bahar tujhe mile rahat
Shayad jhutt hi kaha tha teri aur koi thi chahat
Toh bhi pasand tu thi zyada teri latt buri aadat
Suna dard koi ni aa k buniyaadi
Kya main bhaapta iraadey tere
Mujhe dikhra tha sab
Harkatey bhi galat kabhi rakha nahi paksh
Jaane dere toh kehre the behrehem the thehrey
Teri wajah se mein rakha nahi khoya dharya
Leri maza mujhe deke saza kehke gair
Tere baarey mujhe bura suna hona sehen
Yaadein boona tha adhura abhi dhora keher
Tabhi baatein ni dohraya tujhe bhula zehen
Dekhe khwaab the saath mein karengey puray
Tha anjaan na hone diya ehsaas
Tu nikaaley kaam reh saath ehsaan
Btana darkaar swabhaav tha kaisa
Kaun kare behes ab bhala
Tune sab bhula k mera dil dukha diya
Mann mutaav aur ab mann mein doubt rakha
Marr bhi raha hu par galti doharaun na
Tere saath k woh lamhe darawna
Tune badle rang hotey faida
Bholepan hardum ye sataye baat
Tannhaan marham na saza e raat
Tujhe mere jaisa milega na shayar ab
Jo kasidey padhe tere baarey kainaat
Ho sakey tu sehmat na khitaab
Vyartha mein bekar gya pyaar behisaab
Find more lyrics at lyrics.jspinyin.net
You can purchase their music thru Disclosure: As an Amazon Associate and an Apple Partner, we earn from qualifying purchases
Other Popular Songs:
Kim Aljeon - Sabi Nila
Richard Reynoso - Maaalala Mo Pa Rin
Lyrics Prakhyat Roy – Pyaar Behisaab
Kindly like and share our content. Please follow our site to get the latest lyrics for all songs.
We don’t provide any MP3 Download, please support the artist by purchasing their music 🙂
You can purchase their music thru Disclosure: As an Amazon Associate and an Apple Partner, we earn from qualifying purchases