Lyrics Bella (IND) – Collapse

Collapse Lyrics – Bella (IND)

Singer: Bella (IND)
Title: Collapse

Yeaii, yeaii, yeah, yeah
Ooooo
Ooooo
Sunai de rahi, yeah

Awaaze mere zehan me tumhari yeah
Chahke bhi meri dono aankhe khul nai paari hai
Duniya se doori ab kyun behtar lagti jaa rahi hai
No matter, nobody believes me

Rehta hun mai solo, solo
Mere jaise koi nahi, show me, show me
Taane mujhe aur do, taaki kar paaun aur grow, yeah
Naam kya hai mera, sabko maloom

Mai jeena na seekha kabhi bhi ishaaro pe
Mai dekhun na neeche ab zameen pe
Logo ko lage mai chalun ab taaro pe
Kahaniyan meri gumnami se

Le aayi mujhe еk alag hi race me
Ye rappеrs, karenge wohi, jo dekha hai jaise koi caveman
Haatho ka Illuminati, par mera maan’na thoda alag hai
Paap toh sabhi ke andar hai, paisa giraya toh badalta dharam hai

Mai jaata khilaaf na kisi ke, toh shayad mere bhi bante nai kisse
Jo khoya hai yahan tak aane ke liye, inn aankhon me usi ki sharam hai (Aanh)
Bana nahi threater
Maa boli pray kar

Mujhe bas dikhta raha satan
Pada nahi bebas, badal diya status
Das guna zyaada li payments
(Ab dekhon meri aankhon me)

Ye duniya tumse doori rakhke
Das ghamo pe hasti hai
Toh baitha main gaadi me
Jaan teri yaadon me aankhein meri

Baatein na karti mujhse, ab kyun koi nishani teri
Jab se tum mere nashe me, har aadat me shaamil ho gaye
Khud apne dil se pucho, tum kitno ke qatil ho gaye
Sunai de rahi

Awaaze mere zehan me tumhari
Chahke bhi meri dono aankhe khul nai paari
Duniya se doori ab kyun behtar lagti jaa rahi
Ye duniya mujhko apne chehro se milari (Fake face)

Sabke pricetag on their face
Jo apna nahi, wo bilkul bhi ni karna claim
Main music padhke baitha, you go trainer to gain
I sell music for my people, ye music cocaine

Ye mera game
Tu real ni hai pata hai!
Tu kabhi real thi hi nahi
Tu mere liye ek illusion hai

Kya hogaya tereko? tu kaisi paaglo jaisi baate kar raha hai
Paagal hun main?
Delhi ke launde, hum baate ni chodte
Milo mat maut se, stay on the phone call

Samose me thodi si sauce daal, na baap se kara kar cold war
Maangi nahi kisi se fame, toh aankhein kyun neeche jhukaaun
Main mere gaano se kamara, toh tujhe kya, jitna udaau!
Cypher, gully ke bhaunkte kutte, kaat’te nahi

Blade gale pe, baap ka rasta kaat’te nahi
Brain jaam toh weed ke nashe me, khaanste nahi
Ye week ke ant me likhte rap aur use chalake phir naachte yahi
Shit!, sabhi ko banna hai face, par face nahi karna koi risk

Phir puchenge sabse, kaise mai banu ab scene me Double a list
Tyga 50 shades, khinchi purple haze, okay, let’s go!
Rappero ke dikhte fail (f#ck)
Ye waala likha in jail, aah

Kitni ko mili nai bail
Ye gaana sunake kharij kiya case
Shoot pe shoot pe shoot pe shoot
Main busy hoon, jaise main Drake

Toh hi sikhate, ye bheja hai tej
Palika jeans thi, haatho me chains
Ab, baap ke kadam ko trace kar, mere liye lawde pe sensor (Sensor)
Ye rappers, rap nahi hota toh sabhi ye ban jaate anchors

Bhenchod, yahan pe koi dil se bola toh lagta hai tantrum
Meri jagah hota, dead in the first place
Ye soch se marela ek cancer
Kar diye show maine cancel (Cancel)

Peti se neeche nahi action (Action)
Main JJ hun Jaden aur Jackson
Jab chahun, tab de dunga anthem
Ye bhi ek anthem bro
Find more lyrics at lyrics.jspinyin.net

You can purchase their music thru 
Amazon Music  Apple Music
Disclosure: As an Amazon Associate and an Apple Partner, we earn from qualifying purchases
Other Popular Songs:
Zake - Lifat Mat
AlloDG - UP

Lyrics Bella (IND) – Collapse

Kindly like and share our content. Please follow our site to get the latest lyrics for all songs.

We don’t provide any MP3 Download, please support the artist by purchasing their music 🙂

You can purchase their music thru 
Amazon Music  Apple Music
Disclosure: As an Amazon Associate and an Apple Partner, we earn from qualifying purchases