Lyrics Pratyaksh Bharadwaj – Taamjhaam

Taamjhaam Lyrics – Pratyaksh Bharadwaj

Singer: Pratyaksh Bharadwaj
Title: Taamjhaam

Bete poora kiya taamjhaam
Kaam waam zyada kar na tu baat maan
Sawdhaan rehna sooj jaate kaan waan
Chaand paar ka safar hai yeah shaandaar

Maan ae baat x2
Maan-e-baat meri beta tabhi milta sukoon
Awaaz rakhi neeche apni yeah hai dehradun
Chhoori kaate mass paani jesa behta khoon

Bars saare lethal rap game ka tycoon
Yeah yeah
Whatchu gon do?
Kalyug waala slim shady bars ko na chhoo

Bars waala punch teri aankh hui blue
Jisko bolta tu sick woh main thookta hu thoo
Jaani maani baatein bigaadhi jo maine khud se
Hai naaz mujhe khud pe ki naata na hai tujhse

Shabd ab dimaag mein mere bass khood te
Main baatein karta khud se par haath chhoote tujhpe
Kyu? Jaanu na main yu par dhoond ta main hu
Khoon karke yu main khoon se haath dholu

Psychopath waale kaam mere hosh mein na hu
Hosh mein rehke ukhaadha kya ab paap hi karlu
Pre-Chorus:
Maine kya kiya hosh hai gawa diya

Khoon se yeah lipte haath maine sab bhiga diya
Gum mein sab milla diya jo jaanta na tha main kya
Chehere chaahte mujhse kya main khudko ab latka du kya
Bete poora kiya taamjhaam

Kaam waam zyada kar na tu baat maan
Sawdhaan rehna sooj jaate kaan waan
Chaand paar ka safar hai yeah shaandaar
Maan ae baat x2

Verse 2:
Bete kaat main kaat main tujhe choori se kata du
Ghaata hota saath raat mein aadha kara du
Baat maan meri chotu baatein kal ki suna du

Kaat ta main daant se par kenchi rakhi tayiyaar
Pehela waar karta na par aakhri ka poora yaad
Ghooma aaj poori duniya main karta raj
Mera naam ka na muqaabla millega aaj

Pre-Chorus:
Maine kya kiya hosh hai gawa diya
Khoon se yeah lipte haath maine sab bhiga diya
Gum mein sab milla diya jo jaanta na tha main kya

Chehere chaahte mujhse kya main khudko ab latka du kya
Bete poora kiya taamjhaam
Kaam waam zyada kar na tu baat maan
Sawdhaan rehna sooj jaate kaan waan

Chaand paar ka safar hai yeah shaandaar
Maan ae baat x4
Find more lyrics at lyrics.jspinyin.net

You can purchase their music thru 
Amazon Music  Apple Music
Disclosure: As an Amazon Associate and an Apple Partner, we earn from qualifying purchases
Other Popular Songs:
Yngdripy - Kaif
BULK Requiem - Loi

Lyrics Pratyaksh Bharadwaj – Taamjhaam

Kindly like and share our content. Please follow our site to get the latest lyrics for all songs.

We don’t provide any MP3 Download, please support the artist by purchasing their music 🙂

You can purchase their music thru 
Amazon Music  Apple Music
Disclosure: As an Amazon Associate and an Apple Partner, we earn from qualifying purchases
Taamjhaam | Pratyaksh Bharadwaj | Singh Sevens Production | Official Music Video